
71
Haqikat Jaan Lo Juda Hone Se Pahle,
Meri Sun Lo Apni Sunane Se Pahle,
Ye Soch Lena Bhulane Se Pahle,
Bahut Royi Hain Ye Aankhen Muskurane Se Pahle.
72
Hum Bhi Maujood Thy Taqdeer K Darwaazey Par
Log Daulat Par Girey Humney Tujhe Maang Liya
73
Mein Kaabil E Nafrat Hoon Tou Chorr De Mujh Ko
Tu Mujh Se Yoon Dikhawey Ki Mohabbat Na Kiya Kar Er Kasz
74
Saahil Bankar Tumne Is Zindagi Kodiya Wo Anmol Nazrana
75
Tum Apni Palko Ki Perchaiya Mujhe Dedo
Tum Apni Shaam Ki Tanhaiyan Mujhe Dedo
Main Doob Jau Aapki Udas Aakhon Mein
Apni Dard Ki Vo Gehraiyan Mujhe Dedo
76
Zindagi Mein Kuch Lamhein Khaas Ban Gaye,
Mile To Mulaqat Ban Gaye,
Bichade To Yaad Ban Gaye,
Or Jo Dil Se Na Gaye,
Wo Aap Ban Gaye.
77
Koi Kehta Hai Pyaar Nasha Ban Jata Hai
Koi Kehta Hai Pyaar Saza Ban Jata Hai
Par Pyaar Karo Agar Sachche Dil Se
To Wo Pyaar Hi Jine Ka Waja Ban Jata Hai!
78
Jagaaya Unhone Aisa Ke Aaj Tak So Na Sakke
Rulaaya Unhone Aisa Ke Sabke Saamne Ro Bhi Na Sakke
Jaane Kya Baat Thi Unn Mein
Jabse Maana Unhe Apna Tabse Kisi Ke Ho Na Sake…
79
Use Kisi Ki Mohabbat Ka Aitbar Nahi
Use Zamane Ne Shayad Bahut Staya Hai
80
Aapki Ada Se Hum Madhosh Ho Gaye,
Leave a Reply